اس سیاہ و سباق میں چھتر کیا معنی ہیں؟
"chhittar" ma3ne "juutaa" —
{https://dsal.uchicago.edu/cgi-bin/app/singh_query.py?qs=%E0%A8%9B%E0%A8%BF%E0%A9%B1%E0%A8%A4%E0%A9%8D%E0%A8%B0&searchhws=yes} said:
CHHITTAR ਛਿੱਤ੍ਰ s. m. A very old and worn out shoe:—chhittar kháṉe, v. a. To get a shoe beating; to suffer humiliation, taunts:—chhittar márṉe, láuṉe, v. a. To give one a shoe beating, to taunt; i.q. Juttí, Jút.
Let me transliterate a blurb from Devanagari I found
here about "pyaaz bhii khaa'e aur juute bhii" :
aap_meN se bahut se is_ke piichhe kii kahaanii se parichit (=waaqif) hoN_ge, phir bhii ham un_ke li'e likh rahe haiN jo is kahaavat kii utpatti (=aSl) nahiiN jaante. kisii baRii Galtii par baadshaah ne sazaa sunaa'ii ki(h) Galtii karne waalaa yaa to sau pyaaz khaa'e yaa sau juute. sazaa chunne kaa avsar (=mauqa3) us_ne Galtii karne waale ko diyaa. Galtii karne waale shaxS ne sochaa ki(h) pyaaz khaanaa zyaadaa(/ziyaadah) aasaan hai, atah (=to) us_ne sau pyaaz khaane kii sazaa chunii. us_ne jaise hii das pyaaz khaa'e, waise hii use lagaa ki(h) juute khaanaa aasaan hai to us_ne kahaa ki(h) use juutee maare jaa'e. das juute khaate hii use lagaa ki(h) pyaaz khaanaa aasaan hai, atah (=to) us_ne phir pyaaz khaane kii sazaa chunii. das pyaaz khaane ke baad(/ba3d) us_ne kahaa ki(h) use juute maare jaa'e. faiSlaa(/h) na(h) kar paane kii wajaH se us_ne sau pyaaz bhii khaa'e aur sau juute bhii.
کیونکہ یہ ہندوستان کی اردو میں نہیں پایا جاتا۔
Well, the phrase/story apparently is found, albeit with a synonym in place of
chhittar...