The following is a spech by a woman in a serial to a would-be politician. My question is:
how is "kyaa" being used in the last line? And how would you translate this into English?
I seem to be coming into contact with this colloquial usage of kyaa more and more these days.
sharm aanii chaahii'e aap ko Sir
ek taraf apne aap ko jantaa kaa sevak kah rahe haiN
aur duusrii taraf apraadh ko baRHaavaa de kar
aap hameN chup rahne kii nasiiyat de rahe haiN ?
Aap apni samaaj apni shahar kii sevaa kaise kareNge?
kaise kareN ham aap par bharosa?
kaise saump deN apne samaaj kii bagDoreN aise addmii ke haath meN
jo aurat kii izzat, un kii surakshaa nahiN kar sakte?
balki auratoN kii izzat ke saath apraadhiyoN ke lie saudaabaazi kar rahaa hai?
vo hamarii samaaj kii rakshaa kyaa karegaa?
apraadh - crime
raksha - protection
sevak - servant
seva - service
surakshaa - security
jantaa - public

Last edited: